~ Ayush Kasera
Gaana sirf ese hi nhi haii isme feeling haii jo sirf feel kiyaa jaa skta haii.
joh lafj nhi bol pate wo gaane pura kar deti hai..
Kuch tasveerein sirf khoobsurat nahi hoti…
woh ek ehsaas chhod jaati hain. ✨
In moments ko dekh kar bas ek hi khayal aata hai…
kaash zindagi mein kabhi aise hi khoobsurat pal
aapke saath jeene ka mauka mil jaye. 💗
Zaroori nahi sab kuch perfect ho…
bas aap saath ho, toh har pal apne aap khaas ban jaata hai.
~ Ayush Kasera